Kshan Bhar Jeevan, Mera Parichay.....................
Agni, Prithvi, Jal, Akash aur Vaayu....In Paanch Tatvon se milkar bana ek shareer....Jise Naam diya gaya Diwakar agrawal.......
Diwakar, Waise to is naam ke kayi arth hain.....
Diwakar Matlab Sooraj Bhi Hota hai......
Thoda aur vicchheda karenge to Diva (deepak) + Kar (Panktiyaan)....
Matlab deepak ki panktiyaan.................
Uddeshya parantu ek hi hai.......Roshni......
Kehte hain ki sooraj ki kiranon main tapish hoti hai.......par tapish sirf sooraj ki hoti hai.....
Wahi sooraj Chandrama ko prakashit karta hai...aur sheetalta chandrama ki kiranon main hoti hai.....
Artha spashta hai,
Kahan kisi ke liye hai mumkin, sab ke liye ek saa hona......
Thoda sa dil mera bura hai, thoda bhala hai seene main.........
So guys, My first request is to never make an ideology for myself........
There are various colours of mine and you will get acquainted with them slowly slowly.......
Have patience.........................................
tere mitte ke tan
ReplyDeletemein jo nirmal man hai
use shayad hum jaise
kuch chand log hi
samajh paaye hain
jo ki tumhein ek
bahut hi accha insaan aur dost samjhte hain
kheir jo
nahin samajh sake
un nisthur vyaktiyon ke baare mein hum
kuch nahin khaenge
lekin ....................
.................
bachhon waalee poems likhta hai........sharm nahi aate ........ Its not 1920's
ReplyDeletegane ke wordings use kar raha hai bhai
ReplyDeletebe original ye jo aapne Jism picture ke gane ki
copy ki hai isse baki cheez ka wajan kam ho gaya
hai
baki saab badiya hai
gud keep it up - upar rakhna aab isko
Diwakar Ji,
ReplyDeleteKaheen kisi jagah aapkee kavita kee kuch line quote kee gayee thee. "SAARE MADIRALAY GHOOM GAYA, PYAALE PYALLE KO CHOOM GAYA" . Kavita ka tarannum itna bhaya ki in panktiyon ko maine alag se sahej liya . aaj inhi panktiyo ke sahare khojta hua aapke page par bhee aaya hoon. MARHABA, AAFREEN , LAAJAWAB. KRIPAYA APNE NAYE POSTS KI JANKAARI DEIN. YE BHEE BATAYEIN IN KAVITAON KA SANKALAN YADI PRAKASHIT HUA HAI TO KAHAN SE. Bahut meher hogi. Dhanyawaad.